Rakshabandhan History In hindi (story)/information/speech

By
Advertisement

Rakshabandhan History In hindi (story)

Namaskar dosto. hum India me raksha bandan bahut dhum-dham se manya jata ha. Savan chalu hote hi log rakshbandan date dekhne lagte ha.  rakshabandan to mahabhart k time se manya jaa raha ha aur  lakin isske piche k kahani bahut kam jano ko pata ha. to chaliye aj me apko waha kahini batata hu.

rakhi pics
Source- Flipkart   

Rakshabandan images

 Rakshabandhan ki kahani-

To ye kahani bhagwan shri krushna k jamane k ha. Bhagwan shri krushna ko Shrutdevi namki chachi the Jisne sishupal nam k ek vikrut bacche ko janam diya tha q ki usse shrap mila tha. ki agar usne koi bhi galti ki to uske maut ho jynge aur bade logo ki bato se aisa pata chalta ha ki jiske touch se waha swasta hoga uske hi hato waha mara jynga.

Rakshabandan story
Source- KidsOne Hindi

Rakshabandan story in hindi


Ek din shri krishna bhagvan apne chache se milne unke ghar ayye the. Aur apko bata du bhagwan shri krushna ko bacche bahut pasand the. to jaise hi shri krushna bhagwan n Sishupal ko apne hatto me liya waha baccha tandrust aur sundar ho gaya.
kirshana bhagwan pics
Source- KidsOne Hindi

Rakshabandhan History

Rakshabandan speech

Mana k shrutdevi yaha badlav dekh k bahut khus ho gai . lakin sishupal ki maut bhagwan shri krushna k hatoo hone k sambhavna se vo vichlit ho gai aur rone lagi . aur bhagwan shri krushna se prarthna krne lage bhale hi shishupal koi bhi galti kr baithe lakin usse bhagwan shri krushna k hatto saja nahi milne chiye. To bhagwan shri krushna n bhi wada kr diya ki ' Me usske sari galtio ko maff kr dunga lakin agar waha 100 se jyda galtiya kr baitnga to me usko jarur saja dunga.
Rakshabandan story
Source- KidsOne Hindi

 Rakshabandan information


Rakshabandan Story


Kuch salo bad sishupal bada ho gaya aur Cheri namak ek rajya ka Raja ban gaya. Waha ek Raja to tha hi lakin Bhagwan shri krushna ka Rishtedar bhi tha. Lakin waha bahut krur raja ban gaya. apne  prja ka bahut mrne aur satane laga aur bhagwan shri krushna ko chunote dene laga. lakin bhagwan shri krushna bhi apne chahi ko diye hue wade se bande the isley vo sab chuchap dekh rahe the. q ki uske abhi tak 100 se jyda galtiya nahi hue the.
Rakshabandan history
Source- KidsOne Hindi

Raksha bandan 

Ek din pandav ki ghar ek yagna (havan) tha . sab as pass k rajyo k raja aur bagwano ko amntrit kiya hua tha. wha shri krushan aur Sishupal unke maa ka sath hajir the. To sab yagna me bait gai. Yagna khatm hone pe sab ek dusre se batte kr rahe the. tabhi raja sishupal n bhagwan shri krushna ki bhari raj sabha me ninda ki fir bhi bhagwan shri krushna shant rahe. lakin jab mata shrutdevi n raja shishupal ko datta tab uss krur raja n mata shrutdevi ko dhaka diya aur waha jammen pr gir gaya.
Rakshabandan history
Source- KidsOne Hindi

raksha bandhan 2018


Bas usse waqt raja sishupal k 100 galtiya pure ho gai aur shri krushna ko bhi bahut ghussa ayya hua tha isley nahi ki usne unke burai ki lakin iss leye q ki unhone mata shrutdevi ko bhari sabha me mara. Bas tabhi turant bhagwan shri krushna ne apne sudarshan chakra ka shishupal pe pryog kiya. isse taraha bahut chitavni dene k bad bhi shisupal n apne gun ( habbits) nahi badle aur aant me usko uske kiye k saja bhugatni padi.
Rakshabandan images
Source- KidsOne Hindi

Bhagwan shri krushna jab krodh me apne sudrshan chakkr ko chod rahe the unke ungli me bhi choot lagi. jab unke as pass k log choot pr bandhne k liye idhar udhar kuch dundne lage. lakin waha pe khadi dropadi kuch soche samje bina apne saddi ka kona fadke bhagwan shri krushna k ungli pe lapeta.
Rakshabandan images
Source- KidsOne Hindi

raksha bandhan essay 

 Shukriya pyari bhena, tumne mere kasta me sath diya ha to me bhi tumhe tumhare kasta me sath dene ka vachan krta hu.' yaha kheke  bhagwan shri krushna ne dropati ko unke raksha krne ka asvashan diya tha. Aur iss ghatna se humre sabke payre tayoor Rakshabandan ki shurvat hue. aur badme jab kauro n pure raj sabha k samne dropati k saddi khich kr jab uska akman krne ka prayas kiya. tab bhagwan shrikrushan ne dropati ko bacha kr unka wada aur bhai ka farj pura kiya.
Rakshabandan images
Source- KidsOne Hindi

happy raksha bandhan quotes


uss samay se laker behene apne bhai ko rakhi band rahe ha aur bhai apne behno ki raksha krne ka vachan lete ha. savan mass k pornima pr rakhi k allva kuch aur bhi tavar manye jate ha. Kuch log isse din apne yagno pavit badal te ha isse liye is din ko jandyla pornima bhi khete ha. iss din odisa me radha aur krushna k murtiyo ko palne me rakh k zula zulate ha aur iss din ko zulan pornima bhi khete ha. uttar bharat k kuch rajyo me iss din gehu (wheat) k beej bote ha aur isse kajri pornima bhi kha jata ha. Kerala aur Maharashtra log is din ko narli pornima kehte ha aur samudra devta ki pooja krta ha. Lakin sabse mramuk aur lok priya tyauhar hota ha Rakshabandan.

Click here to watch this story in Video formate
bhai behen images
Source- KidsOne Hindi

happy raksha bandhan images



To apko ye khane kaise lage comments me jarur batye aur apke dosto k sath share kre. Aur apko batta du ki iss website me bahut jald ek compition hone wala ha jisme first price oneplus 6 mobile second prize google mini home aur 3 rd prize amazon gift card milena wala ha. aur jankari k liye jude rahiye

0 comments:

Post a Comment